संदेश

Pulwama aatanki hamla

चित्र
नमस्कार स्वागत है। जम्मू कश्मीर के अवंतीपुरा पुलवाबा में हाल फिलहाल के इतिहास का सबसे बड़ा आतंकी हमला हुआ ,जिसमे लगभग 40 जवानों के घायल और इतनी ही संख्या में जवानों के शहीद होने की खबर है। इस हमले को अंजाम भारी मात्रा में कार से भरे rdx को विस्फोट करके दिया गया। धमाका इतना भयानक था कि चारो तरफ गाड़ियों ,मसीनो ,और खून से लथपथ हमारे देश के नोजबान  सिपाहियों के शव बिखरे पड़े थे।ये तस्वीरें इतनी भयानक थी की इन्हें देख इंसानी रूह कांप जाए। और इन्हें देखना आप के लिए आसान न हो । ऐसा माना जाता है कि 2016 मैं हुए उरी हमले के बाद अभी तक का सबसे बड़ा हमला यही है। जो की बहुत ही शर्मनाक और कायरतापूर्ण है। श्री नगर से 20 km की दूरी पर स्थित अवंतीपुरा पुलवाबा  में ये हमला हुआ । ऐसा कहा जा रहा है कि लगभग 2500 CRPF के जवानो का काफिला जिसमे लगभग 70 गाड़ियां थी अपने कैम्प बेस की तरफ जा रही थी ।तभी अचानक हाई वे पर एक स्कार्पियो जिसमे विस्फोट भरा हुआ था इस काफिले से आकर टकराई और इतना भीषण बिस्फोट कर चारो तरफ कोहराम मचा देती हें। ये विस्फोट इतना भयंकर था कि चारो तरफ समस्त चीजे छिन्न भिन...

Upkaar ntse book

चित्र
Dear  students, Swagat hai aapka kya aap abhi 10 th class mai hai ? Kya aap bhi chahte hai ki har mahine aapko scholarship mile? Or is mahgi school ki fees se chhutkara mile.inhi sare sawalo ke jabav dene ke liye lekar aaya hu aaj ka ye blog. Dosto aap sab ne ntse national talent search examination ke baare mai to suna hi hoga ye exam 10th class mai pd rhe students ke lie hota hai ye exam rastriye star ki chhatravritti yojna hai jo ki two stages mai hota hai .ise qualify karne wale students ko 500 rupees per month ki scholarship pradaan ki jati hai. Dosto baat karte hai exam ki is exam mai two stages hoti hai 1st rajya stariye 2nd rastriye plus kendra sasit pradesh ke students ki sammilit pareekchha aayojit ki jati hai .dosto first stage mai  jo exam hota hai uske two parts hote hai MET (mansik yogyata jaanch) Or SET (jisme samajik vigyan,ganit,or vigyan ) ke prasn poochhe jate hai. First stage qualify karne pr second stage ka exam hota hai jisme all over india ke...

Mp psc back years questions papers

चित्र
Dear friends , Mai shekhar swagat karta hu apka,  apni is blogging website pr mai aap logo ka bahut bahut aabhar jo aap mujhe itna pyar de rahe hai or apna ye keemti bakt nikal kr apne lie kuch nya seekhne ki kosis kr rhe hai . Dosto aaj ka ye blog mppsc ki prepration karne wale students ke liye kafi helpfull hone ja rha hai kyonki aaj ke is blog mai mai laya hu apni ek new book ka review is book mai mppsc ke back year questions ki bharmaar hai kya aap back year questions khoj rhe hai or aap paresaan hai ki kis book ko khareeda jaye to is blog ko poora pade . ji ha dosto aap sahi samjhe ye book hai mahaveer publication ki prarambhik pareekchha ke back years ke solved papers ki. Dosto ye book hindi or english dono hi madhyam mai uplabdh hai ek hi book mai dono bhashaon mai questions answer ki vyakhya ke sath die hue hai. Is book mai appko 2018 se lekar 1994 tk ke papers ke  questions vyakhya sahit diye hue hai.t o dosto der kis baat ki jald jae book...

Oxford student Atlas for india

चित्र
Dear friends, Swagat hai aapka mai shekhar  har roj ki hi tarah hi aaj mai aapke liye lekar aaya hu ek new book ka review to friends last tk bne rhe kyonki ye blog aapke liye kafi madadgaar sabit ho sakta hai. To friends suruaat karte hai sabse pahle  to mai aapko bta du ki agar aap koi bhi exam ki prepration kr rhe hai jisme gk ka portion aata hai specially geographical gk to aise exams ki gk ke ki best tyari hm cheejo ko dekh dekh kr unke chitra ko dekhkar hum  unke baare mai aacche se sikh sakte hai Ji ha dosto mai baat kar rha hu  Atlas ki Atlas geography ki tyari karane me kafi madadgaar book hai iske madhyam se sthano ki location hme acche se yaad rahti hai  . Dosto market mai aapko kai name se Atlas books mil jayegi  pr adhikatar students ko oxford ki Atlas hi pasand aati hai ye book hindi or english dono hi madhyam mai uplabdh hai.to friends suruaat karte hai book mai kya h or ye apne ander chhupe gyan ko kaise express kar students tk pahuc...

Lucents gk objective book

चित्र
Dear friends, Swagat hai aapka mai shekhar  har roj ki hi tarah hi aaj mai aapke liye lekar aaya hu ek new book ka review to friends last tk bne rhe kyonki ye blog aapke liye kafi madadgaar sabit so sakta hai. To friends suruaat karte hai sabse pahle  to mai aapko bta du ki agar aap koi bhi exam ki prepration kr rhe hai jisme gk ka ek bda portion poochha jata hai to ye book aapke lie bahut hi helpfull rahegi Is book ke questions lagane ke baad aapka confidence bahut bd jayega kyonki is book mai har topic ke 100- 200 questions ki exercise di hui hai. Ji ha dosto mai baat kr rha hu lucents gk objective book ki ye book  objective questions ki practice ke lie kafi helpfull book  hai is book ko publish kia hai lucent publication ne dosto suruaat karte book ki anukramanika se. Dosto Sabse pahle bhartiye itihaas ke antargat pracheen bharat ka pracheen itihaas ke questions ,madhya kaleen itihas ke questions, aadhunik bharat ke questions ko rakha gya hai jinm...

Lucent gk book

चित्र
Dear friends, Swagat hai aapka,  har roj ki tarah suruaat karte h aaj ka new blog jisme mai lekar aaya hu ek new book ka review, jo aap sabhi ke lie kafi jyada faydemand hone jaa rha h ye book sabhi books ka nichod mani jati h, ji ha aap sahi samjhe mai baat kr rha hu lucents gk ki book ki to dosto baat karte hai book ki . ye book exams ki drasti se kafi upyogi book mani jati hai kyonki dosto isme sabhi subjects ke important facts ko rakha gya h to revision ki drasti se bhi kafi usefull book mani jati hai yahan pr dosto mai bta du ki agar aap ke paas aap ka swam ka notes hai to usi notes se revise kre . Friends book mai itihaas ke teeno parts (pracheen bharat ka itihaas , madhyakal een bharat ka itihaas,  or adhunik bharat ke itihaas ) ke important facts ko rakha gya h jo ki exam mai aksar poochhe jate rhe hai. Aise hi world history , economics, bhoogol, science and technology, environment,games and vividh wale sections ko acche se cover kia hai Sabse...

Bharat ka bhoogol ncert sar by Mahesh kumar barnwal

चित्र
Dear friends, Mai Shekhar har roj ki tarah aaj bhi   aap sabhi ke lie lekar aaya hu ek new book ka review jo ki upsc ,state pcs exams ke lie kafi upyogi sabit hogi va rahi hai, jiska name h bharat ka bhoogol ncert sar jise likha h shree MAHESH KUMAR BARNWAL JI jo ki puducheri polis seva m ssp hai. tatha book ko publish kia gya h COSMOS PUBLICATION dwara. Friends abhi tk is book ki 2 series publish ki ja chuki h ye 3rd series h jo ki 2018 m publish ho chuki h . Friends har book ki tarah is book m bhi kuch new add karke publish kia gya h. dekhiye friends is name se do book aati hai ek jisme bharat or visva ka bhoogol dono sanyukt roop se likha rehta h , doosri jisme bharat ka bhoogol ki alag or viswa ke bhoogol ki alag book aati hai. Is book mai bharat or viswa ka sanyukt roop se likhi book ki tulna mai adhik facts or gyan ka bhandaar hai . Is book mai har topic ko or adhik detail mai samjhaya gya h jisse exam mai aaye sare prasn hal kie ja sake or exam mai adhik se...