Mp psc back years questions papers
Dear friends ,
Mai shekhar swagat karta hu apka, apni is blogging website pr mai aap logo ka bahut bahut aabhar jo aap mujhe itna pyar de rahe hai or apna ye keemti bakt nikal kr apne lie kuch nya seekhne ki kosis kr rhe hai .
Dosto aaj ka ye blog mppsc ki prepration karne wale students ke liye kafi helpfull hone ja rha hai kyonki aaj ke is blog mai mai laya hu apni ek new book ka review is book mai mppsc ke back year questions ki bharmaar hai kya aap back year questions khoj rhe hai or aap paresaan hai ki kis book ko khareeda jaye to is blog ko poora pade .
ji ha dosto aap sahi samjhe ye book hai mahaveer publication ki prarambhik pareekchha ke back years ke solved papers ki.
Dosto ye book hindi or english dono hi madhyam mai uplabdh hai ek hi book mai dono bhashaon mai questions answer ki vyakhya ke sath die hue hai.
Is book mai appko 2018 se lekar 1994 tk ke papers ke questions vyakhya sahit diye hue hai.t o dosto der kis baat ki jald jae book store pr or is book ko ek baar jaror pade or ha dosto is book mai kuch ek jagah options miss match hai kintu unki vyakhya sahi di hui hai to jb bhi aap book ko pade to dyaan se questions ko solve kre .price vise book jyada mehfil nhi hai yahi koi 120 se 140 rupees tk ye apko mil jayegi.
Thanks dosto
Like
Share
Comments
Mai shekhar swagat karta hu apka, apni is blogging website pr mai aap logo ka bahut bahut aabhar jo aap mujhe itna pyar de rahe hai or apna ye keemti bakt nikal kr apne lie kuch nya seekhne ki kosis kr rhe hai .
Dosto aaj ka ye blog mppsc ki prepration karne wale students ke liye kafi helpfull hone ja rha hai kyonki aaj ke is blog mai mai laya hu apni ek new book ka review is book mai mppsc ke back year questions ki bharmaar hai kya aap back year questions khoj rhe hai or aap paresaan hai ki kis book ko khareeda jaye to is blog ko poora pade .
ji ha dosto aap sahi samjhe ye book hai mahaveer publication ki prarambhik pareekchha ke back years ke solved papers ki.
Dosto ye book hindi or english dono hi madhyam mai uplabdh hai ek hi book mai dono bhashaon mai questions answer ki vyakhya ke sath die hue hai.
Thanks dosto
Like
Share
Comments
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें