Bharat ki rajya vyavastha by - M. LAXMIKANT
M laxmikant bharat ki rajya vyavastha
Dear friends ,
Suruaat karte hai aaj ka blog , aaj ke is blog mai maine bharat ki rajya vyavastha ki book jo ki shree M.Laxmikant ji dwara likhi gai h ka review dia h.
Dear friends ,
Suruaat karte hai aaj ka blog , aaj ke is blog mai maine bharat ki rajya vyavastha ki book jo ki shree M.Laxmikant ji dwara likhi gai h ka review dia h.
Friends jaisa ki aap sabhi jante hi hai ki bahut sare students ka yahi kehna rehta ki rajya vyavastha ke lie kis book ka chayan kia jae kon si book sabse jyada better rahegi ,kis book se savaal adhik aate h, ya aane ki sambhavna rahti h.
to dosto inhi sare savalo or jabavo ke sath mai shekhar aap sabhi ke liye ye nya blog lekar aaya hu .to friends blog ko poora pde kyonki ye blog aapke lie kafhi helpful hone jaa rha h.
Sabse pahle m book ke baare m bta du ki ye book M.Laxmikant ji dwara likhi gai h jo ki laxmikant IAS akadmi hedrabaad ke sansthapak or nideshak rahe h. is book ko McGraw hill Education india private limited dwara publish kia gya h.
Friends is book ke abhi tk(blog likhne ke time tk) total 5 sanskaran publish kie ja chuke h to aap andaja lga hi sakte h ki is book ki market mai kya demand hai.
Friends 5th sanskaran mai kuch parivartan kie gaye h jaise kuch new chapters ko add kia gya h sath hi back years ke papers ko answer sahit add kia gya h.or kuch anya visayon pr extra adhyan samagri ko bhi joda gya h.
Friends book ki suruaat or books ki hi tarah talika soochi se hi ki gai h is soochi mai kai talikaon ke madhyam se bataya gya h ki kis topic kis page pr rakha gya h.
Friends is book ko total 11 bhago mai devide kia gya h jisse students ko koi bhi topic ko khojne mai asuvidha ka saamna na karna pade.
1st bhaag mai samvaidhanik dhanche ko prastut kia gya h sabhi bhago ki hi tarah is bhaag ko kuch subheadings ke madhyam se prastut kia gya h.
-aitihasik prasthbhoomi
-samvidhan ka nirmaan
- samvidhan ki pramukh vishestayen
- samvidhan ki prastavana
Naagrikta
Rajya ke niti nideshak tatva
Mool kartavya
Samvidhan ka sansodhan
Bhaag - 2
Sarkaar ki pranali
Sarkaar ki pranali
Sansadiya vyavastha
Sangiye vyavastha
Kendra rajya sambandh
Bhaag 3 - kendra sarkaar
Bhaag 3 - kendra sarkaar
Rastrapati
Up rastrapati
Pradhan-mantri
Kendriy mntriparishad
Mantri mandaliye samitiyaan
Sansad
Supreme court
Janhit yachika
Bhaag-4 state government
Bhaag-4 state government
Rajyapal
Cm
Rajya mantri parishad
Rajya vidhan mandal
High court
Subordinate courts
Bhaag 5- local government
Bhaag 5- local government
Panchayati rajya
Nagar nigam
Bhaag-6- kendra sasit pradesh ,sc st chhetra
Bhaag 7- samvaidhanik nikaye
Bhaag-6- kendra sasit pradesh ,sc st chhetra
Bhaag 7- samvaidhanik nikaye
Nirvachan aayog,sangh lok seva aayog, rajya lok seva aayog etc.
Bhaag 8- gair samvaidhanik nikaye
Niti ,manvadhikaar aayog ,CVC ,CBI
Lokpal, lokagit.
Bhaag 9- other samvaidhanik aayam
Bhaag 10 - raajnitik gatiseelta
Bhaag 11 - samvidhan ki karya pranali
To dosto ye sabh kuch important topics h jinhe maine is blog mai likha hua h jyada topics ko mai is blog m cover nhi kr sakta.
Friends maine khud is book ko pda hai to mujhe is book ki khasiat ye lagi ki is book ki bhasa atyant saral hai or har topic ko bahut hi aasani se samjhane ki kosis ki gai h
Friends over aal mera yahi suggestions h ki agar aap civils ki tyari kr rhe h to ek baar is book ko jaroor pade sayad aapko bhi ye book pasand aaye .
to friends blog pasand aaye to like kre share kre or kisi bhi tarah ki asuvidha ke lie aap mujhe comments kr sakte h.
LIKE
SHARE
COMMENTS
https://youtu.be/P_mFgI3KPgg
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें