Lucents gk objective book
Dear friends,
Swagat hai aapka mai shekhar har roj ki hi tarah hi aaj mai aapke liye lekar aaya hu ek new book ka review to friends last tk bne rhe kyonki ye blog aapke liye kafi madadgaar sabit so sakta hai.
To friends suruaat karte hai sabse pahle to mai aapko bta du ki agar aap koi bhi exam ki prepration kr rhe hai jisme gk ka ek bda portion poochha jata hai to ye book aapke lie bahut hi helpfull rahegi
Is book ke questions lagane ke baad aapka confidence bahut bd jayega kyonki is book mai har topic ke 100- 200 questions ki exercise di hui hai.
Ji ha dosto mai baat kr rha hu lucents gk objective book ki ye book objective questions ki practice ke lie kafi helpfull book hai is book ko publish kia hai lucent publication ne dosto suruaat karte book ki anukramanika se.
Dosto Sabse pahle bhartiye itihaas ke antargat pracheen bharat ka pracheen itihaas ke questions ,madhya kaleen itihas ke questions, aadhunik bharat ke questions ko rakha gya hai jinme adhiktar questions back years exam mai pooche ja chuke hai.
Dosto aage bhartiye rajyvyavastha ke antargat bharat ka samvaidhanik itihas , samvidhan sabha , prastavana aadi sabhi topic ke sare back years exams ke questions diye hue hai.
Iske paschat bhartiye arthavyavastha ke questions diye hue hai.
Iske paschat bhart ka bhoogol or viswa ke bhoogol ke questions diye hue hai.
Iske paschat kala or sanskriti ke questions diye hue hai jisme bharat ki nratya sailiya ,lok kala saili , sastriye sangeet, chitrakala , dharam , bhartiye darsan , sanchar sadhan aadi diye gaye hai.
Aage samanya vigyan mai physics, chemistry , biology ke questions diye hue hai.
Iske paschat khel koond ke questions diye gaye hai,or last mai vividh se sambandhit sabhi questions diye hue hai.
To is tarah se is book mai sabhi questions jo ki back years exams mai aa chuke hai or aagami exams mai aane ki sambhavna hai topic wise die hue hai to acche se practice kre .
To over all ye book practice ke lie best hai kintu iske kuch objective questions mai kahi kahi pr truti hai jo ki padne pr sudhari ja sakti hai to friends mera suggestion yahi rahega ki is book ko ek bar jaror khareede or iske questions ki practice kare.
Like
Share
Comments

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें