Mp gk book madhya pradesh granth akadmi
Dear students,
Namaskaar is lekh ke madhyam se mai aap sabhi ko madhya pradesh granth akadmi ki mp gk ki book ka review doonga.
Dear students is book mai suriyaati pages mai facts ke madhyam se mp ki gk ko acche tareeke se cover kia gya h, jisme mp ke samast important facts ko rakha gya h.
2nd topic mai mp ke 10 sambhag
1.( ujjain sambhag- ujjain, aagar malwa ,shajapur, neemuch , mandsour , dewas,or ratlam)
2.( Indore sambhag- indore, khandwa, badwani, burhanpur,dhaar,khargon, jhabua , alirajpur.)
3.(rewa sambhag- rewa, sidhi,s singhroli,satna.)
4.(sahdol sambhag- sahdol, anooppur,umariya.)
5.(jabalpur sambhag- jabalpur,katni, sivani, balaghatt, mandla, narsinghpur, chhindwara)
6.(chambal sambhag- bhind ,morena,syopur.)
7.(sagar sambhag- sagar, chhatarpur,teekamgarh ,damoh, panna)
8.(hoshangabad sambhag-hosangabad ,harda, betul)
9.(gwalior sambhag- gwalior,sivpuri ,guna,asoknagar,datia)
10.(bhopal sambhag-bhopal,sihore , vidisha,raisen,rajgarh.)
Or 52 jile h jinke sare facts ko cover kia gya h.
3rd topic mp ka samanya parichay hai jisme mp ka vistar, jalavayu, parvat , bhu akratik , prakratik vibhagon ki jaankari di gai h.
4th topic mai jansankhya ko cover kia gya h.
5th topic mai mp ke sansadhan , khanij , forest, jal sansadhan , rivers ,soils and agriculture or pasupalan ko cover kia gya hai.
6th topic mai mp ke urja sansadhan ko cover kia gya h.
7th topic maiparivahan udyogo tatha sanchhar vyavastha ko cover kia gya h.
8th topic m yojnaye , paryawaran,prasasnik sanrachna,sthanie prasasan, panchayati rajya or nagriye prasasan ko cover kia gya h.
9th topic games , education, sanskriti ,sahitya, sangeet , nratya, parampara ye or kalayo ko cover kia gya h
10 th topic m janjaatiya mp sasan ke karykram, puratatvik virasat, poorani prakratik darsniye sthal aadi ko cover kia gya h.
Last mai kuch aitehasika prasth bhoomi ko cover kia gya h.
To dosto overall book best h mp ki sampoorna adhyan ke liye one of the best book so I suggest is book ko adhik preference de.
Thanks
https://youtu.be/QbD58N1rcq0
Follow
Sir book chahiye mil sakegi
जवाब देंहटाएंSir I want PDF of this book
जवाब देंहटाएं