Oxford student Atlas for india
Dear friends,
Swagat hai aapka mai shekhar har roj ki hi tarah hi aaj mai aapke liye lekar aaya hu ek new book ka review to friends last tk bne rhe kyonki ye blog aapke liye kafi madadgaar sabit ho sakta hai.
To friends suruaat karte hai sabse pahle to mai aapko bta du ki agar aap koi bhi exam ki prepration kr rhe hai jisme gk ka portion aata hai specially geographical gk to aise exams ki gk ke ki best tyari hm cheejo ko dekh dekh kr unke chitra ko dekhkar hum unke baare mai aacche se sikh sakte hai
Ji ha dosto mai baat kar rha hu Atlas ki Atlas geography ki tyari karane me kafi madadgaar book hai iske madhyam se sthano ki location hme acche se yaad rahti hai .
Dosto market mai aapko kai name se Atlas books mil jayegi pr adhikatar students ko oxford ki Atlas hi pasand aati hai ye book hindi or english dono hi madhyam mai uplabdh hai.to friends suruaat karte hai book mai kya h or ye apne ander chhupe gyan ko kaise express kar students tk pahuchati hai.
Friends starting mai book ke baare mai btaya gya ki book ko india mai oxford university press dwara publish kia gya hai.is book ka first edition ko 2004 mai published kia gya yha abhi tak is book ke total seven edition publish kiye ja chuke hai to friends isse hum ye andaja to lga hi sakte hai ki book ki market mai demand kya hai .
Dosto baat karte hai book ke content ki to book mai suruaat mai maps and map making topic dia hua hai uske paschat india ke states diye hue hai uske paschat indian climate , temperature, geology, crops,roads,industries, air roots, tourism aadi ko dia gya hai .
Aage viswa ke mahadweepo tatha unke vibhinn pahluon ko samjhne ke liye maps study di hui hai .
To is tarah ye book geography ki map study ke liye best hai agar aap kisi bhi exam ki tyari kr rhe hai jisme geography ka portion aata hai to is book ko jarror khareede or pde kyonki map study best hai .
Or ha friends isme do book aati hai ek oxford school or doosri oxford students ke name se to aap students wali ko khareede ye jyada better hai ,price ki baat ki jae to book bahut jyada mehfil nhi hai print rate 275 par aapko 30 to 40 percent discount cut krke mil jayegi .
so friends der na kare jaldi book ko khareede .or agar aapko mera ye blog pasand aaya ho to like kre share kare and comment jaror kare taki mai apni galtiyon mai sudhaar kr sakoon.
Like
Share
Comments

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें