Lucent gk book


Dear friends,
Swagat hai aapka,  har roj ki tarah suruaat karte h aaj ka new blog jisme mai lekar aaya hu ek new book ka review, jo aap sabhi ke lie kafi jyada faydemand hone jaa rha h ye book sabhi books ka nichod mani jati h, ji ha aap sahi samjhe mai baat kr rha hu lucents gk ki book ki to dosto baat karte hai book ki .


ye book exams ki drasti se kafi upyogi book mani jati hai kyonki dosto isme sabhi subjects ke important facts ko rakha gya h to revision ki drasti se bhi kafi usefull book mani jati hai yahan pr dosto mai bta du ki agar aap ke paas aap ka swam ka notes hai to usi notes se revise kre .

Friends book mai itihaas ke teeno parts (pracheen bharat ka itihaas , madhyakal een bharat ka itihaas,  or adhunik bharat ke itihaas ) ke important facts ko rakha gya h jo ki exam mai aksar poochhe jate rhe hai.
Aise hi world history , economics, bhoogol, science and technology, environment,games and vividh wale sections ko acche se cover kia hai

Sabse jyada achhi baat is book ki ye hai ki iska vividh or books ki tulna mai jyada best hai.
To finally nishkarsh yahi nikalta hai ki book mai  facts ki bharmaar hai or ye book keval revision ke lie best h lekin ha iska vividh best hai to book ko ek bar jaror pde .
LIKE
SHARE
SUBSCRIBE

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Mp gk book madhya pradesh granth akadmi

Bharat ka bhoogol ncert sar by Mahesh kumar barnwal

Lucents gk objective book